2). Niklo galiyon me bana ke toli, bhiga do aaj har ladki ki joli, muskura de to use bahon me bhar lo,… verna nikal lo keh ke happy holi !!!
3). Subah rangeeli shaym rangeeli aisi aayi thi yeh holi. Sab par barse rang kayi, Par khali thi meri jholi.
4). Jab bhi aati dekhi holi, Raat andheree mujhe boli. Subah ka rang me dungi tujko, Subah ne par aankh na kholi.
5). Dil ne ek baar aur humara kehna maana hai, is holi pe phir unhe rangne jaana he.
6). Har saal khareden hain rang, kari hai tayari, is baar to khelena humare saath, dekhna rah humaari.
7). Neela, peela, hara, gulaabi yeh sab to ek bahaana he, Holi ka ho din ya kuch aur hume to tumse milne aana hai.
8). Khuda kare Har Saal chand Ban ke aaye, Din ka ujala aapki shaan Ban ke aaye, Gulaal ki mehak mehkaye har rishta, Holi ka har rang de apko itani khushiya.
No comments:
Post a Comment